Nafs-e-mutmaenna (a.s.) (Farhan Ali_2008)

Nafs-e-mutmaenna (a.s.)

(Hussain m
arhaba) x4

Karbala ki shaam hai

as
r ka hangaam hai

hussa
in(a.s) zuljanah per sawaar hai

larh
raha hai teen shaboroz ka pyasa

Hat
hfe ghaibi ki yeh gunji sada

ya ayatuhan nafsul mutmainnah irja'ee ila rabek

Lo
t aa lot aa nafse mutmainna (ya hussain(a.s)) x3

Gh
ar se chala tu isi imaan per
Aanch n
ahi ayegi quran per

Qar
z tera khun hai insan per

Hogi khush
i tujh ko yahi jaan kar

Tu nay mujh
ay jeet liya ya hussain(a.s)

Lot aa
lot aa nafse mutmainna (ya hussain(a.s)) x3

Teen
shabo roz tu pyasa raha
Las
hon pay lashay bhi uthata raha

Sabr k johar bhi dekhata raha

Shukr
mera lab pay saja ta raha

Tu na
y mujhay jeet liya ya hussain(a.s)

Lot a
a lot aa nafse mutmainna (ya hussain(a.s)) x3

Do
ob gaya nehar may beyat ka naam
Ter
i shujahat pay karonga kalaam

Tunay
kia hur ko (a.s)

Ku na
kaho fakhr say ay teshnakam

Tu nay
mujhay jeet liya ya hussain(a.s)

Lot
aa lot aa nafse mutmainna (ya hussain(a.s)) x3

Apnay bharay ghar ko luta kar hussain(a.s)
Lashay akbar(a.s) ko utha kar hussain(a.s)

Lasho
say maqtal ko saja kar hussain(a.s)

Wad
ay tifni ko nibha kar hussain(a.s)

T
u nay mujhay jeet liya ya hussain(a.s)

Lot aa lo
t aa nafse mutmainna (ya hussain(a.s)) x3

Moot p
ay to dasht may aisay gira
Moot k m
athey pay pasena mila

Ke
htay hai sub olya sub ambya

Jo na
koi kar saka tu nay kia

Tu nay mujhay jeet liya ya hussain(a.s)

Lot aa l
ot aa nafse mutmainna (ya hussain(a.s)) x3

Tu na
y sitamgaro ok ruswa kia
Perchamay
islam ko uncha kia

Zul
m saha sabr ka sajda kia

Jo kisi insan nay aisa kia

Tu nay muj
hay jeet liya ya hussain(a.s)

Lot a
a lot aa nafse mutmainna (ya hussain(a.s)) x3

Tu
meray quran ki tafseer hai
Tu hi me
ray deen ki taqdeer hai

Karbobala k
huld ki tasveer hai

Meri
riza ab teri jaageer hai

Tu nay muj
hay jeet liya ya hussain(a.s)

Lot a
a lot aa nafse mutmainna (ya hussain(a.s)) x3

Jo
bhi gaya dasht may bay sir howa
K
hoon may ghazi(a.s) ka alam tar howa

Kis tarhan barbaad tera ghar howa

Qa
tl teray haathon pay asghar(a.s) howa

Tu nay muj
hay jeet liya ya hussain(a.s)

Lot a
a lot aa nafse mutmainna (ya hussain(a.s)) x3

Mo
ot nay manga tha fakat aik sir
Tu na
y dye us ko bahatar magar

Nuktay ba
sirf hai tera padar

Man
ye zibhay azeem mamat pisar

Tu nay m
ujhay jeet liya ya hussain(a.s)

Lot
aa lot aa nafse mutmainna (ya hussain(a.s)) x3

Teri madad ke lye ay they sub
Zehra(
s.a) thi hum rahay amer-e-arab

Jafa
r-e-jin ay they behray adab

Reh gay
khamoosh magar teray lab

Tu nay mujh
ay jeet liya ya hussain(a.s)

Lot aa
lot aa nafse mutmainna (ya hussain(a.s)) x3

Rot
i rahi zainab-e-(s.a)nashad bhi
Teri
sakina(s.a) teray sajjad(a.s) bhi

Teri tarhan thi teri aulaad bhi

Kart
ay rahay shukr bhi faryad bhi

Tu na
y mujhay jeet liya ya hussain(a.s)

L
ot aa lot aa nafse mutmainna (ya hussain(a.s)) x3

Or kahay "
mazhar-o-farhan" kia
Tera
y bina fikr kia imaan kia

D
een kia tauheed kai quran kia

Te
ray lye kehta hai subhan kia

Tu na
y mujhay jeet liya ya hussain(a.s)

L
ot aa lot aa nafse mutmainna (ya hussain(a.s)) x3

Qutelal hu
ssain(a.s)-o-be karbala

Zibhal hus
sain(a.s)-o-be karbala

K
arbala

Kar
bala

Karbal
a

# Posté le samedi 19 janvier 2008 16:56

Modifié le vendredi 28 mars 2008 15:48

ghum-e-Hussein (a.s.) rahay (Farhan Ali-2008)

Gham-e-hussain

Dekh
kay giryao matam

har aik farsh-e-aza per

duay
karta hoon mola(a.s)

(jub tal
ak hai yeh jahan) x2

ha
i dua meray khuda(j.j)

(G
ham-e-Hussain rahe, ye azadar rahe) x2

Jub talak
hai yeh jahan, hai dua meray khuda(j.j)
(Gham-
e-Hussain rahe, ye azadar rahe) x2

Teray
huzoor dua mangtay hai ahl-e-aza
Kubool
kar lay bahakay rasool(s.a.w) sub ki dua

Hamesh
a baki rahay zikr-e-shahenshahay wafa

A
y khuda(j.j) ay khuda(j.j)

Hu
m rahay ya na rahay rahay baki yeh sada

(Gha
m-e-Hussain rahe, ye azadar rahe) x3

Zam
ana laakh badalta rahay nigah magar
Dilo
n say mitnay nahi paye karbala ka asar

A
zan kay saath karay matmi sada bhi safar

Ay khuda(j.j) ay khuda(j.j)

Jub chala zikr tera dil nay mangi yeh dua

(Gham-
e-Hussain rahe, ye azadar rahe) x3

Yaze
di fikr ko tu khaak may milata rahay
Fa
za may perchamay abbas(a.s) lahlahata rahay

Hu
ssaini(a.s) azm yazeedon ka sar jhukata rahay

Ay kh
uda(j.j) ay khuda(j.j)

Sar jo
sajday may gaya hum nay so baar kaha

(
Gham-e-Hussain rahe, ye azadar rahe) x3

G
hamay hussain(a.s) ko mehfooz rakh jafaon say
H
ussainiat(a.s) ka shajar door ho khizaon say

Saj
a diya hai musalay ko in duaon say

Ay k
huda(j.j) ay khuda(j.j)

La
b kusha jub bhi huwa har hussaini(a.s) nay kaha

(Gha
m-e-Hussain rahe, ye azadar rahe) x3

Ha
maray zakhmo ka marham hai yeh azay hussain(a.s)
Sub hi ibadatay kartay hai hum baray-e-hussain(a.s)

Labo pa
y taba qayamat sada ho haaye hussain(a.s)

Ay
khuda(j.j) ay khuda(j.j)

In duao
(n) may khuda(j.j) saath hai karbobala

(Gham-e-Hussain rahe, ye azadar rahe) x3

Rahay w
afa may kabhi dagmaga na paye qadam
Hama
ray dosh pay lehraye ba wafa ka alam

H
amaray azm say larza rahay yeh ahl-e-sitam

Ay khu
da(j.j) ay khuda(j.j)

Jub bic
ha farsh-e-aza matmi kehnay laga

(Gham-
e-Hussain rahe, ye azadar rahe) x3

Yeh
majlise bhi khuda(j.j) madresoon say kam to nahi
Tera raso
ol bhi kehta hai sirf hum to nahi

Ghama
y hussain(a.s) bara hai hamara ghum to nahi

Ay kh
uda(j.j) ay khuda(j.j)

Apnay
ghum bhol gaya jis nay rokar yeh kaha

(Gham-e-Hussain rahe, ye azadar rahe) x3

Wikare m
ajliso matam barhatay jayengay
Charagh
ashk-e- aza jalatay jayengay

Hussaini(a.s) fikr dilo may jagatay jayengay

Ay
khuda(j.j) ay khuda(j.j)

Jub
kalam chalnay laga keh uthi fikr-e-rasa

(Gham-e-Hussain rahe, ye azadar rahe) x3

Yahi ak
eeda hai "farhan" aur "mazhar" ka
Kay ek
qabelay kay afrad hai yeh ahl-e-aza

Y
eh nawha khwan yeh shair sabhi ki hai yeh sada

Ay
khuda(j.j) ay khuda(j.j)

Hum rahay ya na rahay rahay baki yeh sada

(Gham-e-Hussain rahe, ye azadar rahe) x8

# Posté le samedi 19 janvier 2008 16:48

Modifié le vendredi 28 mars 2008 15:58

Laut aao baba (Farhan Ali-2008)

Laut aao baba


Baba(a.s) sughra(s.a) mar jay na

Lo
t ao baba(a.s) lot ao baba(a.s)

Kal
ho na ho kya khabar baba(a.s) kal ho na ho kya khabar

(v
eeran ghar mujh ko dasta hau baba, dil mera ro ro kay kehta hai baba) x2
A
jao tum aaj gar kal hai aana

K
al ho na ho kya khabar baba(a.s) kal ho na ho kya khabar

Lot ao baba(a.s) lot ao baba(a.s)

Kal ho na ho kya khabar baba(a.s) kal ho na ho kya khabar

(jub
bhi nazar khali hujro pay theray, yaad aye sughra ko tum sub ke cheray) x2
Ghu
t ghut k youn jenay wali yeh sughra

Kal
ho na ho kya khabar baba(a.s) kal ho na ho kya khabar

Lo
t ao baba(a.s) lot ao baba(a.s)

Kal
ho na ho kya khabar baba(a.s) kal ho na ho kya khabar

(k
ismat sakina(s.a) ki achi hai baba(a.s), jo aap ke saath rehti hai baba(a.s)) x2
Sug
hra(s.a) ka kya hai hai aaj zinda

Kal ho na ho kya khabar baba(a.s) kal ho na ho kya khabar

Lot
ao baba(a.s) lot ao baba(a.s)

Kal ho na ho kya khabar baba(a.s) kal ho na ho kya khabar

(ye
h to yaqeen hai k ay ga akbar(a.s), taakheer anay may hoti hai kukar) x2

Us
ko khuda(j.j) rakhay lakin yeh behna

K
al ho na ho kya khabar baba(a.s) kal ho na ho kya khabar

Lot ao baba(a.s) lot ao baba(a.s)

Ka
l ho na ho kya khabar baba(a.s) kal ho na ho kya khabar

(
deti hai nani tu mujh ko delasay, kaisay bholay magar khon kay reshtay) x2
Kis ko khabar hai k saanso say reshta

K
al ho na ho kya khabar baba(a.s) kal ho na ho kya khabar

Lot ao baba(a.s) lot ao baba(a.s)

Kal ho na ho kya khabar baba(a.s) kal ho na ho kya khabar

(mai
nay yeh mana k a jao gay tum, is ghar may akar bhi kia pao gay tum) x2
Ghar
to yeh hoga magar is may dukhya

K
al ho na ho kya khabar baba(a.s) kal ho na ho kya khabar

Lot ao baba(a.s) lot ao baba(a.s)

K
al ho na ho kya khabar baba(a.s) kal ho na ho kya khabar

(tanhay bhi to asiri hai baba(a.s), lagnay laga ab yeh ghar qaidkhana) x2
P
hir aisi ko sehnay ka yara

Kal
ho na ho kya khabar baba(a.s) kal ho na ho kya khabar

Lo
t ao baba(a.s) lot ao baba(a.s)

Kal
ho na ho kya khabar baba(a.s) kal ho na ho kya khabar

("
mazhar" yahi keh kay likhta hai nawha, "farhan" zinda rakhayn tujh ko mola(a.s)) x2
Nawhay rahaingay magar likhnay wala

Kal
ho na ho kya khabar baba(a.s) kal ho na ho kya khabar

Lo
t ao baba(a.s) lot ao baba(a.s)

Kal
ho na ho kya khabar baba(a.s) kal ho na ho kya khabar
[ Ajouter un commentaire ] [ Aucun commentaire ]

# Posté le samedi 19 janvier 2008 16:45

Modifié le vendredi 28 mars 2008 15:57

Karbala maa, soo bala maa (Farhan Ali-2008)

# Posté le samedi 19 janvier 2008 16:43

Modifié le vendredi 28 mars 2008 15:42